Activity Feed › Forums › Everything Photography › Colour Difrant of jpeg file and row file › Reply To: Colour Difrant of jpeg file and row file
-
Hi Sachin, JPEG file aapki camera ki already processed file hoti hai so usme camera apne hisab se colours, tones adjust kar deta hai. Jabki Raw file ek tarah se negative hoti hai jisko aap photoshop ya Lightroom jaise software me daal k edit kar k jpeg ya dusre formats me nikalte ho.
Raw file ko direct aap laptop me photo app se open karoge to uska colour ek dum se washout dikhta hai.